Monday, February 2, 2009

ye jindgi

ye jindagi hai aur dile nadan hai, kya safar hai aur kya saman hai.ye duniya wale kisi ka dard nahi samajhate ,aakhir aur log bhi to insaan hain. wellcom friends aapka is naye blogg me swagat hai.jaha samvednaye haar jati hai waha insan ke insaan hone ka koi matlab nahi rah jata hai.ham jinda insaan hai isliye hame apni aankhe khuli rakhni chahiye....